Education
Classification of computer in hindi full details

Classification of computer in hindi full details

Gyus aaj ham computer ko hindi mein kya kehte hai, computer ka hindi mein naam kya hai and classification of computer in hindi ke baare me janege is post par.

Jaisa ki ham jante hai ki computer ka uses aaj ke time mein bhut hota hai jaise jaise time change ho rha hai use tarah se technology bhi change ho rahi hai.

vaise to classification of computer (computer ka vargikaran) kai type se hota hai so chaliye dekhte hai or jante hai.

classification of computer in hindi

1 – computer ka hindi name kya hai.

2 – Purpose or applications ke adhar par

3 – Aakar or capacity k adhar par

4 – Aaj ke time m use hone vale computer

computer ka hindi name kya hai

Classification of computer in hindi

computer ka hindi me name kya hai – Vaise to aajkal har koi isko computer hi kahte hai. Kuch log isko desktop kahte hai or kuch log computer.

Chaliye jante hai iska hindi me name kya hai.

Computer ka hindi name kya hai – vaise computer ke hindi mein kafi name but iska main work calculate matlab gadna karna hota hai. isliye isey Sanganak (संगणक) kahte hai.

computer ko programme machine bhi kahte hai kyuki yeh programme k according bhi chalta hai.

computer ka hindi name Sanganak (संगणक) hota hai.

classfication of computer in hindi

Application ka adhar par computer 3 types k hote hai –

  • Analog Computer in hindi
  • Super computer in hindi
  • hybrid computer in hindi

Analog computer

analog computer

analog computer kya hai chaliye aaj iske baare me jante hai.

what is analog computer in hindi

Analog computer bhi ek type ka computer hai jiska use speed, temperature, voltage ko measure karne k liye use kiya jata hai. yeh numerical m koi work nahi karta.

analog computer digital computer se bahut alag hai.

  • analog computer ka use mostly scientic and industrial application me adhik hota hai.
  • speedometere, volt metere y kuch examples hai jaha par analog computer ka use hota hai.

Super computer

Super computer
  • super computer kya hai
  • super computer kya hota hai

super computer ek high level ka computer hota hai. iska use high level ki processing, bade bade data ko process karne k liye use kiya jata hai.

iska akar bhut bada hota hai. iske work karne ki power bhut jyada hoti hai.

  • Iska uses fixed kiye work ko krane k liye kiya jata hai.
  • iska use whether information, atom principal or bhi kai bade work k liye kiya jata hai.

Bharat ke super computer ka naam kya hai?

Param C Dack

hybrid computer

Hybrid Computer
  • what is hybrid computer
  • hybrid computer in hindi

so guys aaj ham janenge ki hybrid computer kise kahate hai or hybrid computer kya hai.

Hybrid computer – analog computer and digital computer ka combination hota hai. is computer me dono ke qualities hote hai.

inka used powerful calculation k liye kiya jata hai.

is computer ka use vaha par hota jaha par analog and digital data ki jaroorat padti hai online data process karne k liye.

4 examples of hybrid computer.

  • Ultrasound machine.
  • Monitoring machine.
  • Forensic
  • Defence.

Y kuch examples hai or aap images se bhi samjh sakte hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *